Mehfil-e-Gazal #297

Home | October '99 Index



Date: 15-Oct-99
Poet: Krishan Adeeb

Today's Gazal has been taken from the album "Unforgettable Ghazals of 
Mohammed Rafi". The Gazal has been composed by Taj Ahmed Khan. The CD 
contains 18 ghazals by various poets, of which 9 are by Mirza Ghalib. The 
compositions are either by Khaiyyam or by Taj Ahmed Khan.


talKhii-e-may me.n zaraa talKhii-e-dil bhii ghole.n
aur kuchh der yahaa.N baiTh ke pii le.n ro le.n

[talKhii = bitterness]

har taraf ek pur-asaraar sii Khaamoshii hai
apane saaye se ko_ii baat kare.n kuchh bole.n

[pur-asaraar = full of secrets]

ko_ii to shaKhs ho jii-jaan se chaahe.n jis ko
ko_ii to jaan-e-tasavvur ho ke jis ke ho le.n

aah ye dil kii kasak haa_e ye aa.Nkho.n kii jalan
nii.nd aa jaa_e agar aaj to ham bhii so le.n





Home | October '99 Index