Mehfil-e-Gazal #15

Home | July'98 Index


We apologise for the delay in sending out this edition of 
Mehfil-e-Gazal. We were experiencing some technical difficulties, which 
hopefully are behind us now. 

Today's poet is Gulzar. Born in 1936, Sampooran Singh 'Gulzar' is better 
known for his association with the Indian Film Industry as a writer, 
director and lyricist.


The selected nazm is from his book "Pukhraj" and is titled 'Sparsh'.

Quran haatho.n me.n leke naabiinaa ek namaazii
labo.n pe rakhataa thaa, dono.n aa.Nkho.n se chuumataa thaa
jhukaake peshaanii yuu.N aqiidat se chhuu rahaa thaa
jo aayat.n pa.D nahii.n sakaa un ke lams mahasuus kar rahaa ho

mai.n hairaa.N-hairaa.N guzar gayaa thaa
mai.n hairaa.N hairaa.N Thahar gayaa huu.N

tumhaare haatho.n ko chuum kar, chhuk apanii aa.Nkho.n se aaj mai.n ne
jo aayate.n pa.D nahii.n sakaa un ke lams mahasuus kar liye hai.n




Home | July'98 Index