Mehfil-e-Gazal #77

Home | November '98 Index



Today's Gazal is by Arzoo Lucknawi

zamaanaa yaad teraa, ai dil-e-naakaam aataa hai
Tapak pa.Date hai.n aa.Nsuu, jab vafaa kaa naam aataa hai

[naakaam = failed/unsuccessful]

vafaa tum se kare.nge, dukh sahe.nge, naaz uThaaye.nge
jise aataa hai dil denaa, use har kaam aataa hai

akele karavaTe.n hai.n raat bhar , bistar pe aur ham hai.n
kahaa.N pahaluu ko Khaalii dekh kar aaraam aataa hai

hasiino.n me.n basar kar dii javaanii 'Arzoo' hamane
lagaanaa dil kaa siikhe hai.n, yahii ik kaam aataa hai

** Contradicting his own words in sher #2 above :-) **


Arzoo Lucknawi's real name was Syed Anwar Husain. He was
born on 18th Feburary, 1872 in Lucknow. His poetic mentor was
Jalal Zamin Ali Lucknawi. His compilations consist of Fugan-e-Arzoo
and Jahaan-e-Arzoo. Arzoo Lucknawi passed away in 1951 in 
Pakistan.




Home | November '98 Index