Lafz Index | Lafz FAQ | Lafz Archive

Date: 05-Jul-2001
Word of the day: 'Gash'


Meaning:

Gash - unconscious [n. mas. Arabic]


Couplet:

dil me.n aa jaaye hai hotii hai jo fursat Gash se 
aur phir kaun se naale ko rasaa kahate hai.n
[Mirza Ghalib]

[naalaa = wail; rasaa = reach]


Note: Those of you who are familiar with Sahir Ludhianvi's 
work for films may remember his use of this word from the 
Rafi-Asha duet in Guru Dutt's Pyaasa:

ham aap ke qadamo.n par gir jaaye.nge Gash khaakar
is par bhii na ham apane aa.Nchal kii havaa de.n to


Associated word(s):

1. Gash_yaan - unconscious [n. mas. Arabic]

2. Gashii - unconsciousness [n. fem. Arabic]



Lafz Index | Lafz FAQ | Lafz Archive